Translate

Wednesday, 6 September 2023

what is DBMS ? DBMS kya hai?

hellow doston aaj ke is post main hum DBMS  ke bare main padhenge , to chaliye  suru karte hai .

  • DBMS ka pura name Data BASE Management System hai 
  • DBMS  ek software hai jiska use database ko create , delete , aur manage karne ke liya kiya jata hai
  • dusare sabdon main kahe to , DBMS ek software application hai jiska upyog database main data ko store karne , manage karne , aur delete karne ke liya kiya kiya jata hai .
  • DBMS bahut sare program ka ek samooh hai , jo user aur database ke bich ek interface ki tarah kam karta hai.
DBMS main bahut sari commmand hoti hai , jinki madad se user asani se database ko bana sakta hai , database ko manage kar sakta aur delete kar sakta hai   
                                                                                     
                                 differnet type of works done by DBMS 

user  data ko create kar sakta hai , delete kar sakta hai

No comments:

Post a Comment

Artificial Intelligence notes unit 1(AKTU)

                        Artificial Intelligence notes unit 2(AKTU)   AI UNIT 1 NOTES PDF