SHARE MARKET
Namaskar doston aaj ke post men mai aap sabhi ka swagat karta hun , aaj ke is post men hum janne vale hai ki share market kya hota hai , kya aap ko pata hai share market kya hota hai yadi pata hai to hame comments karke ek bar jaroor bataiyega aur yadi nahi pata to koi bat nahi mai apka dost Naman hamesha apke sath hun to chaliye bina deri kiye aaj hum jan lete hai ki share market kya hota hai
Aaj ke dino men hum sabhi ne to share market ke bare men jaroor sona hai agar shidhi aur saral bhasa bhasha men bola jaai to jahan koi cheej kharidi aur bechi jati hai use share market kahte hai .
Ab kuchh logon ke man men ye sawal jaroor uthata hoga ki aakhir share hai kya market to samajh men ata hai lakin share kya hai 😊😊 aapke man me ye question ana jayaj hai to chaliye jan lete hai ki share kya hai .
Share graph |
SHARE:- SHARE vah hai jaise ki kishi company ki puri poonji ko chhote chhote barabar hisson men batne par jo poonji ka sabse chota hissa aata hai use share kahte hai.
Chalo isko ek example se samajhte hai , maan lo koi ek company hai uski puri poonji 1 carore hai aur company apni 1carore ki poonji ko 1 lakh alag alag kbarabar mulya ke hisson men bant deti hai ab banta gaya har ek hissa company ki poonji ka ek sabse chhota bhag hai jiski kimat ab keval 100₹ hai poonji ke ishi chhote bhag ko hi share kaha jata hai
Agar share market ko saral tarike se define karen to -
शेयर मार्केट एक ऐसा मार्केट प्लेस है जहां शेयरों के खरीदार और विक्रेता एक साथ फिजिकल या वर्चुअल रूप से शेयर को खरीदने या बेचने आते है उसे शेयर मार्केट कहते है
पोस्ट को यहां तक पढ़ने के लिए आप सभी बहुत बहुत धन्यवाद आशा करता हूं कि आप सभी को यह post पसंद आया होगा अगर पोस्ट पसंद आया हो तो लाईक और शेयर जरूर कीजिएगा इससे हमे बहुत motivation मिलता है धन्यवाद।
No comments:
Post a Comment