- DBMS ka pura name Data BASE Management System hai
- DBMS ek software hai jiska use database ko create , delete , aur manage karne ke liya kiya jata hai
- dusare sabdon main kahe to , DBMS ek software application hai jiska upyog database main data ko store karne , manage karne , aur delete karne ke liya kiya kiya jata hai .
- DBMS bahut sare program ka ek samooh hai , jo user aur database ke bich ek interface ki tarah kam karta hai.
differnet type of works done by DBMS
user data ko create kar sakta hai , delete kar sakta hai